Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTere Liye
HomeTere Liye
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tere liye maine sab ko chhoda tu hi chhod ke chal di janam maran ke saath kaa vaada kaise tod ke chaldi kitne sapne humne dekhe issi ped ke neeche aise tufaan aaye ke ujde khaabon ke bagiche kitne sapne humne dekhe issi ped ke neeche aise tufaan aaye ke ujde khaabon ke bagiche khaabon ke bagiche kya thi khabar loot jaayegi meri duniyaa itni jaldi janam maran ke saath kaa vaada kaise tod ke chaldi chheen liya kyun haathon se mere waqt ne daaman tera jeevan mein jab tu hi nahin kiss kaam kaa jeevan mera chheen liya kyun haathon se mere waqt ne daaman tera jeevan mein jab tu hi nahin kiss kaam kaa jeevan mera kiss kaam kaa jeevan mera meet bichhadte nahin raahon mein kyun tune reet badal di janam maran ke saath kaa vaada kaise tod ke chaldi tere liye maine sab ko chhoda
tere liye mere liye tere liye mere liye ye pyaar ye jawaani bani hai kis liye tere liye mere liye tere liye mere liye ye pyaar ye jawaani bani hai kis liye tere liye mere liye dilkash nazaaron se poochho rut ke ishaaron se poochho are mera nahin hai bharosa toh in baharon se poochho ye phool itne saare khile hain kisliye ye phool itne saare khile hain kisliye tere liye mere liye tere liye mere liye ye pyaar ye jawaani bani hai kis liye tere liye mere liye yun dil ko dhadka raha hai dil ko maza aa raha hai dekho ye mastaana mausam humko yun behka raha hai kaliyon pe ye bhanwre ruke hain kisliye kaliyon pe ye bhanwre ruke hain kisliye tere liye mere liye tere liye mere liye ye pyaar ye jawaani bani hai kis liye tere liye mere liye aankhon mein tujhko basaya main tere dil mein samaya ab pyaar pe aaya joban joban pe ab pyaar aaya dil ko haseen armaan mile hain kisliye dil ko haseen armaan mile hai kisliye tere liye mere liye tere liye mere liye ye pyaar ye jawaani bani
tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu mehki mehki ye raat hai behki behki har baat hai laazo marun jhoome jiya kaise ye main kahun aaja saajna mehki mehki ye raat hai behki behki har baat hai laazo marun jhoome jiya kaise ye main kahun aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu naya naya sansaar hai tu hi mera gharbaar hai jaisa rakhe khushi khushi waise hi main rahun aaja saajna naya naya sansaar hai tu hi mera gharbaar hai jaisa rakhe khushi khushi waise hi main rahun aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna
tere liye saari umar jaagun main toh yahi rab se duwa maangun tere liye saari umar jaagun main toh yahi rab se duwa maangun naam tere likh de meri baaki zindagi naam tere likh de meri baaki zindagi naina o meri naina naina o meri naina tere liye saari umar jaagun main toh yahi rab se duwa maangun naam tere likh de meri baaki zindagi naam tere likh de meri baaki zindagi naina o meri naina naina o meri naina dard ke zeher sabhi hans ke pee gaya dekha jo tujhe toh main mar ke jee gaya dard ke zeher sabhi hans ke pee gaya dekha jo tujhe toh main mar ke jee gaya julf ko sanvaar doon roop ko nikhaar doon ghum tere main leke tujhe de doon har khushi tere liye saari umar jaagun main toh yahi rab se duwa maangun naam tere likh de meri baaki zindagi naam tere likh de meri baaki zindagi naina o meri naina naina o meri naina main yahaan pe aaya hoon bas tere liye saath jeene marne ke vaade hum kiye main yahaan pe aaya hoon bas tere liye saath jeene marne ke vaade hum kiye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tere Liye Maine Sab ko Anand Ashram (1977) 04:02 12665
 
Poster of Anand Ashram (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shyamal Mitra
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Uttam Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 04:02   Song Number : 12665   

Tere Liye Mere Liye Raksha (1981) 03:56 37460
 
Poster of Raksha (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Moushumi Chatterjee
Duration : 03:56   Song Number : 37460   

Tere Liye Palkon Ki Harjaee (1981) 05:33 15145
 
Poster of Harjaee (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:33   Song Number : 15145   

Tere Liye Saari Umar Yaad Rakhegi Duniya (1992) 05:46 39873
 
Poster of Yaad Rakhegi Duniya (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Aditya Pancholi
Duration : 05:46   Song Number : 39873